Janam Janam Ka Tum Lyrics

Writer :

Singer :




O man mitwa o man mitwa
O man mitwa o man mitwa

Janam janam ka tum sang nata hai hamar
Janam janam ka tum sang nata hai hamar
Kore hazra pe likh liya nam tohar
Kore hazra pe likh liya nam tohar

Ho gori rori bindiya nindiya udaye re hamar
Ho gori rori bindiya nindiya udaye re hamar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Janam janam ka tum sang nata hai hamar

Jis din laungi ji doli
Jis pal mag bharoge
Ram kasam kar denge puri
Jo bhi mang karoge
Tum jiwan ho jiwan ka tum hi singar
Tum jiwan ho jiwan ka tum hi singar
Ho gori rori bindiya nindiya udaye re hamar
Janam janam ka tum sang nata hai hamar

Patjhad ki rut aaye chahe phulo ka mausam ho
Sun mere sathi hotho pe apni
Pyar bhari sargum hai
Tu wo mahua na jiske nase ka utar
Tu wo mahua na jiske nase ka utar
Ho janam janam ka tum sang nata hai hamar
Ho gori rori bindiya nindiya udaye re hamar

Subah sawere humne dekha hai tumhara hi sapna
Bhor ka sapna hota ha isach
Milan rahega hoga apna
Jag ruthe to ruthe na tute ye pyar
Jag ruthe to ruthe na tute ye pyar
Janam janam ka tum sang nata hai hamar
Kore hazra pe likh liya nam tohar
Ho gori rori bindiya nindiya udaye re hamar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Tohe sine se lagale tab ayega karar
Janam janam ka tum sang nata hai hamar.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.