Katha Suno Siya Lyrics

Writer :

Singer :




Katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha suno siya swaymvar ki
Janaknandini mithilavasini janaknandini
Janaki or dasrath priyawar ki
Katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha suno siya swaymvar ki

Jore nagar nagar ke bhup bhi veer baldhari
Veer baldhari
Par ram lakhan sa ek na tha baldhari
Shri ram lakhan sa ek na tha baldhari
Ho ek jhalak me man se sita
Ha ek jhalak me man se sita ho gayi raghuwar ki
Katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha suno siya swaymvar ki

Aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko
Aplak dekhe siya ram ko ektak ram siya ko
Man bole mohe kar de arpan apne pranpriya ko
Sare narip jab hare sare narip jab hare
Tab guruwar ki agya lekar raghuwar dhanush ki or padhare
Pal bhar me shiv dhanush diya tod sita se nata liya jod
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Tut gaya dhanu gunj uthi dhwani
Ram vijaya sawar ki
Katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha siya swaymvar ki

Le war mala badi wah devi war liye raghuwar parm sanehi
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ho nabh se dev suman barsaye
Ho nabh se dev suman barsaye
Parjan purjan sab harsaye
Ram siyaram siyaram jai jai ram
Ram siyaram siyaram jai jai ram

Ram ko rup siya ko sarup saprem lage sab log niharan
Log niharan
Bal jawan or vridh chale siya ram ke paw pakharan paw pakharan
Jap jape or dhayn dhare se ho det na darsan jo bhaw taran
Soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran
Soravnath kripa karke nij aye siya ki mang sawaran
Adhbhut sobha jaye nivarni, adhbhut sobha jaye nivarni
Milan manohar ki
Katha suno siya swaymvar ki, suno suno katha suno siya swaymvar ki.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.