Aaja Aaja Lyrics

Writer :

Singer :




Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Zindagi main tujhi pe lootaaonga
Zindagi main tujhi pe lootaaonga
Main to marke bhi tujhko chaahonga
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Zindagi main tujhi pe lootaaongi
Zindagi main tujhi pe lootaaongi
Main to marke bhi tujhko chaahongi
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja

Yeh to hai dilbar mehboob ka vaada
Tode se na toote
Yeh to hai janam dildaar ka daaman
Chhode se na chhute
Chaahatein keh rahi har gadi yaar ki
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Pyaar ka main yeh vaada nibhaanongi
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Zindagi main tujhi pe lootaaongi
Zindagi main tujhi pe lootaaongi
Main to marke bhi tujhko chaahongi
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja

Na zameen hogi na to gagan hoga
Badlega har mausam
In hawaon mein mehki fizaon mein
Shaamil rahenge hum
Is jahan se kabhi ishq darta nahin
Jaante hai sabhi ishq marta nahin
Har janam main tujhe main paaonga
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Zindagi main tujhi pe lootaaonga
Zindagi main tujhi pe lootaaonga
Main to marke bhi tujhko chaahonga
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja aaja aaja.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.