Aaye Na Aisa Waqt Lyrics
Writer :
Singer :
Aaye na aisa waqt kisi pe yahan kabhi
Aaye na aisa waqt kisi pe yahan kabhi
Jahan jise woh mujhko samjhta hain ajnabee
Aaye na aisa waqt kisi pe yahan kabhiMujh mein samaye hain jo meri jaan ki tarah
Woh ghar mein mere aaye hain mehmaan ki tarah
Mujh mein samaye hain jo meri jaan ki tarah
Woh ghar mein mere aaye hain mehmaan ki tarah
Kyaa khoob mujhse ki hain muqaddar ne dillagi
Kyaa khoob mujhse ki hain muqaddar ne dillagi
Jahan jise woh mujhko samjhta hain ajnabee
Aaye na aisa waqt kisi pe yahan kabhiManzil hain mere saamne mujhko hain ye patta
Par puchhata nahi hain mujhe koi raasta
Manzil hain mere saamne mujhko hain ye patta
Par puchhata nahi hain mujhe koi raasta
Laayi hain aise mod pe mujhko ye zindagi
Laayi hain aise mod pe mujhko ye zindagi
Jahan jise woh mujhko samjhta hain ajnabee
Aaye na aisa waqt kisi pe yahan kabhi.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.