Mere Pyaase Mann Lyrics

Writer :

Singer :




Mere pyase mann ki bahar
Kab se tha tumhara intzar
Tum aaye to aaya karar ho mere pyar
Mere pyase mann ki bahar
Kab se tha tumhara intzar
Tum aaye to aaya karar ho mere pyar

Shama kitna pyara hai
Ha sanam ha sanam ha sanam
Shama se bhi pyara hai
Kya sanam kya sanam kya sanam
Tumhara phul sa ye chehra dilnashi
Chodo hum jo bhi hai tum bhi to kam nahi
Mere pyase mann ki bahar
Kab se tha tumhara intzar
Tum aaye to aaya karar ho mere pyar

Ye dil gungunata hai
Kya sanam kya sanam kya sanam
Mere geet gata hai
Ha sanam ha sanam ha sanam
To chodo ye ada gale to milne do
Jaldi hai itni kya ye din to dhalne do
Mere pyase mann ki bahar
Kab se tha tumhara intzar
Tum aaye to aaya karar ho mere pyar

Yuhi dur rahna hai
Na sanam na sanam na sanam
Kahu jo bhi kahna
Ha sanam ha sanam ha sanam
Teri baho me hai mere dono jaha
Kahne ko hum hai do lekin hai ek ja
Mere pyase man ki bahar
Kab se tha tumhara intzar
Tum aaye to aaya karar ho mere pyar.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.