Main Alibaba Lyrics

Writer :

Singer :




Assalam walekum walekum salam
Assalam walekum walekum salam
Main alibaba

Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam

Albela albela mastana
Har gham se begana hu
Dunia ki nigaho me
Sayad mai deewana hu
Aashik bhi matwala hu
Husan ka mai rakhwala hu
Mai ladakpan se
Yaro aisa bhi diwala hu
Kato se bhi le sakta hu
Phulo jaise kam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam

Apno se
Apno se bhi pyar karu
Gairo se pyar karu
Pyar meri mahbuba hai
Jis par dil nisar karu
Pyar se acchi chiz koi
Is dunia me nahi bani
Pyar ko sajda karne se
Milti hai dil ko khushi
Pyar se milne wale mujhko
Lagte hai gulfam
Mein alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam

Dunia se
Dunia se nirala hai jine ka
Andaz mera
Phul se lekar pathar tak
Har koi humraz mera
Dusman se bh igale milu
Apni dhun me bade chalu
Kuch bhi kahta rahe koi
Dil jo mane wahi karu
Oro ke dukh lekar mujhko
Milta hai aram
Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam

Assalam walekum walekum salam
Assalam walekum walekum salam
Main alibaba

Main alibaba alibaba hai
Mera naam
Main alibaba alibaba hai
Mera naam.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.