Chugliyaan Lyrics

Writer :

Singer :




Yaar mera mera..aa..

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

Mujhse kho gaye haan
Mujhse kho gaye ho tum..
Teri yaadon mein haan
Teri yaadon mein main gum..
Hanste..mujhpe din mere..
Raatein
Hi hain jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan
Pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan
Pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya yaara..

Ho khwab dekhe tere
Jaage jaage maine
Neendon pe pehra hai tera..a..
Raat katein taare
Ginte hue saare..
Chand mein chehra hai tera

Raaton ki saza ho
Subah ka nasha ho tum..
Teri yaad..mein haan
Teri yaad mein main gum..
Hanste..mujhpe din mere..
Raatein..hi hai jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

Ho.wu..karenge bahane
Milne ke saare
Par ab miloge tum kahaan
Aayenge chhoo ke
Ghar kab tumhare..
Aur hum jalenge khaam akhan
Sanson mein ghula ho
Pyaar ka dhuaan ho tum..

Teri yaadon..haan
Teri yaadon mein main gum
Hanste..mujhpe din mere..
Raatein..hi hain jo karti hain chugliyaan

Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyaar pyaar tujh mein

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan
Pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya mera yaar..

O yaara tere naal ankhiyaan
Lagiyaan ki aisiyaan
Saaijiyaan muhobbataan
Pakiyaan ki mere peechhe
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya

Ho rul paave jaave mangda
Ya rang gajra laga ke mushkil
Yaadon mein gaane vaane gaake peecche
Ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya..

Yaar..mera..

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.