Pia Saanvara Lyrics

Writer :

Singer :




Pia saanvara, pia saanvara, pia saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Pia saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Kahin door se deke kar sada, kahin door se deke kar sada
Ulja raha mannwa mora, ulja raha mannwa mora, ulja raha mannwa mora
Pia saanvara

Meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Haan meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Jogan bani main pyaar mein, jogan bani main pyaar mein
Pia baawara, pia baawara, ithla raha
Pia saanvara

Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Iss shaam ka uss shaam se, iss shaam ka uss shaam se
Rishta koi batla raha, rishta koi batla raha
Pia saanvara, pia saanvara
Pia  pia  pia  pia saanvara, saanvara, saanvara.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.