Nasha Nasha Karta Lyrics

Writer :

Singer :




Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Dekh meri aankhon mein
Yahan bhi kam nahi

Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Dekh meri aankhon mein
Yahan bhi kam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi

Kyun ye barf peeta hain
Wishky mein daal ke
Aa jara si aag peele
Baaho mein daal ke
Kyun ye barf peeta hain
Wishky mein daal ke
Aa jara si aag peele
Baaho mein daal ke
Tujh ko teri baaton mein
Kyaa dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi

Aye haseena ghulbadan
Dile naadan tu batta
Aye haseena ghulbadan
Dile naadan tu batta
Humse pyaar karne ki
Kar nahi khatta
Hum pareinde aazaad
Har kisi se hum judda
Apni dhoon mein rehate hain
Hum hain dil ke baadasha
Hum hain mast maulla
Wow mast maulla
Hum hain mast maulla
Humko koi gham nahin
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi

Doob kar yun saagar mein
Bol tu kyaa paayegaa
Aankhon mein doob meri
Dekha mazza aayega
Doob kar yun saagar mein
Bol tu kyaa paayegaa
Aankhon mein doob meri
Dekha mazza aayega
Aisa maza duniaya milata sanam nahi

Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Dekh meri aankhon mein
Yahan bhi kam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Nasha nasha karta hai
Iss nashein mein dam nahi
Dekh meri aankhon mein
Yahan bhi kam nahi nasha nasha.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.