Kabhi Yaad Kar Ke Lyrics

Writer :

Singer :




Kabhi yaad kar ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana

Raja mere man ke teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana

Nata laga ke ab muh na modna
Nata laga ke ab muh na modna
Chadti jawani mein wada na todna
Ab muh na modna
Rani ru dhu ke rani kabhi ru dhu ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana
Kabhi yaad kar ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana

Teri hi khatir to nikli hu ghar se
Teri hi khatir to nikli hu ghar se
Ad dur na hona meri nazar se
Nikli hu ghar se
Apna ghar jaan ke ban than ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana
Raja mere man ke teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana

Andhiyari raat mein main hu kinare
Andhiyari raat mein main hu kinare
Ghar mera suna tumko pukare
Main hu kinare
Ghadi gin gin ke zara ban than ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana
Kabhi yaad kar ke gali par kar ke
Chali aana hamare angana
Chali aana hamare angana

Aaungi rashte mein der na karungi
Aaungi rashte mein der na karungi
Mala pahnaungi pihu bharungi
Der na karungi
Bad din than ke tumhe saiya maan ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana
Raja mere man ke teri rani ban ke
Chali aau tumhare angana
Chali aau tumhare angana.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.