Kuchh Na Kuchh Zaroor Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Aa haa…
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai
Na jaane is kuchh ka kyaa naam hai
Naam bhi hai kuchh ish ka yaa be naam hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai

Mujha ko bus maloom hai ye
Tum mujhako aachhe lagte ho
Mujha ko bus maloom hai ye
Tum mujhako aachhe lagte ho
Duniya juthi lagati hai
Bas tum ik sache lagte ho
Bolo is main mera kyaa kasoor hai
Bolo is main mera kyaa kasoor hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai

Jaane kya ho jaata hai
Jab jab tum samne aate ho
Jaane kya ho jaata hai
Jab jab tum samne aate ho
Main kuch sarma jaati hu
Tum bhi kuch gahbhra jaate ho
Is ka matlab jo nikale
Is ka matlab jo nikale manjoor hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai

Mera man mujha se puchhe
Main man se puchha karti hu
Mera man mujha se puchhe
Main man se puchha karti hu
Tum koi bhagwan ho kya
Tum koi bhagwan ho kya
Main jiski pooja karti hu
Main bolu na man bole
Main bolu na man bole mazboor hai

Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai
Na jaane is kuchh ka kyaa naam hai
Naam bhi hai kuchh ish ka yaa be naam hai
Hum dono main kuchh na kuchh zarur hai
Hum dono main kuchh na kuchh
Kuchh na kuchh
Kuchh na kuchh zarur hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.