Is Manko Ik Thes Lagi Lyrics

Writer :

Singer :




Is man ki ek thes lagi haye
Is man ki ek thes lagi haye
Chan se ye dharpan
Chan se ye dharpan tut gaya
Is man ki ek thes lagi haye
Is man ki ek thes lagi

Ye mere gito ke mukhade
Ye mere gito ke mukhade
Tute hue siso ke tukade
Mai in ko na joad saki haye
Mai in ko na joad saki haye
Aaina hath se chhuat gaya haye
Is man ki ek thes lagi haye
Is man ki ek thes lagi

Nayi nayi rat din ki paheliya
Nayi nayi rat din ki paheliya
Mai akeli kitni saheliya
Nayi nayi rat din ki paheliya
Mai akeli kitni saheliya
Mai akeli kitni saheliya

Hoye dukho ko chhoad ke
Khusiyo ka matlab puch ke
Hoye dukho ko chhoad ke
Khusiyo ka matlab puch ke
Sawan gaye patjhad gaye
In saheliyo ko puch ke
Mere man se kare atheliya
Mai akeli kitni saheliya
Mai akeli kitni saheliya
Nayi nayi rat din ki paheliya
Mai akeli kitni saheliya
Nayi nayi rat din ki

Sapna salona hai
Sapna salona hai
Tan man hai kya bas mati ka
Koi khilona hai
Sapna salona hai
Sapna salona hai

Bite dino biti raato ko
Bite dino biti raato ko
Karke yaad sabhi baato ko
Hasna hai rona hai
Hasna hai rona hai
Sapna salona hai
Sapna salona hai
Tan man hai kya bas mati ka
Koi khilona hai
Sapna salona hai
Sapna salona hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.