 
Intaqam songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Aisa Koi Mehfil Soyee Lyrics
Writer :
Singer :
Mahafil soi aisa koi 
  Mahafil soi aisa koi 
  Hogaa kahaan jo samajhe zubaan merii aankhon ki 
  Mahafil soi aisa koi 
  Hogaa kahaan jo samajhe zubaan merii aankhon ki 
  Mahafil soii 
Raat gaatii hui gunagunaatii hui 
  Biit jaayegii yun muskuraatii hui 
  Raat gaatii hui gunagunaatii hui 
  Biit jaayegii yun muskuraatii hui 
  Subah kaa samaan puchhegaa kahaan 
  Gaye mehamaan jo kal the yahaan 
  Mahafil soi aisaa koi 
  Hogaa kahaan jo samajhe zubaan merii aankhon kii 
  Mahafil soi 
Aaj tham ke gazar de rahaa hai kabar 
  Kaun jaane idhar aaye naa sahar 
  Aaj tham ke gazar de rahaa hai kabar 
  Kaun jaane idhar aaye naa sahar 
  Kisako pataa zindagii hai kyaa 
  Tut hii gayaa saaz hii to thaa 
  Mahafil soi aisa koi 
  Hogaa kahaan jo samajhe zubaan merii aankhon kii 
  Mahafil soi. 
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


