Neend Kise Chain Kahan Lyrics

Writer :

Singer :




Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai

Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha

Neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
Jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
Neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
Jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
Doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke
Main to le aaungaa mere anganaa
Pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
Pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha

Saari saari rainaa teri yaad sataaye
Barasaat sataaye sajanaa
Kaate na katein ye din ab tere bin
Mulaaqaat sataaye sajanaa
Paas aake bhi tu duur rehta hai
Paas aake bhi tu duur rehta hai

Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.