Zamaane Ko Ab Tak Nahi Lyrics

Writer :

Singer :




Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga

Dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
Bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
Chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
Thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
Deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
Agar agar ho gayi hamse koi khataa
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga

Kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
Dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
Gori mera dil kab se moti chura lu lab se
Baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
Tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
Agar ho gayi hamse koi khataa …
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.